Letra de Saqi Nama
Zamanay kay andaaz badlay gaey Naya raag hai saaz badlay gaeyKhirad ko ghulami say aazad kar Jawanon ko peeron ka ustad karJigar say wohi teer phir par kar Tamanna ko seenon main bedar karJawanon ko sozi jigar bakhsh de Mera ishq meri nazar bakhsh dePila de mujhe woh may pardah soz Keh aati nahin fasl-e-gul roz rozWoh may jis say roshan hai zameer-i-hayaat Woh may jis say hai mastee-e-kainaat
