Letra de Dharti Keh Khuda
Tum ne bhi suni yahaan kahi gai kisi kisi baten Tum ne bhi sune yahaan kiye gaye kaise kaise vaade Jhuti thi subhi yahaan kahi gai khushiyon kii jo baten Jhuute te subhi yahaan kiye gaye logon se jo vaade Dharti ke khuda banate hain yahaan in ko bhi jaraa koi de sazaa Meharon kii tarah kabhi chalaa rahe hote hain wo hum ko Pani kii tarah kabhi baha rahe hote hain wo hum ko Shambhon kii tarah jala rahe hote hain wo hum ko Lamhon kii tarah kabhi ganvaa rahe hote hain wo hum ko Dharti ke khuda banate hain yahaan in ko bhi jaraa koi de sazaa Wo sitam gir hain inhen kiya jein yaa maren Ho sitam jo bhi use hum gavaara karen Wo yahi chahen ki dam hum inhen kaa bharen Hum jhukein aage inhen ke inhen se daren Rahate hain subhi yahaan kabhi naheen jaanen ge wo jese Karte hain jafa koi sazaa naheen payen ge wo jese In se ye kaho chale gaye yahaan kaise kaise aa ke Dharti ke khuda banate hain yahaan in ko bhi jaraa koi de sazaa Dharti ke khuda banate hain yahaan in ko bhi jaraa koi de sazaa Dharti ke khuda In ko do sazaa Dharti ke khuda In ko do sazaa Dharti ke khuda Karte hain jafa Dharti ke khuda In ko do sazaa Dharti ke khuda
