Letra de Maza Zindagi Ka
Yeh Mazaaa Zindagi Ka Aye na roz roz Yeh samaa hai khushi ka Aye na roz rozZinda dil dosto Chalo agey barho Duniya tumhari hai Jaan ki yeh baazi haiZinda dil dosto Chalo agey barho Yeh moqaa thaam lo Yeh lamha roaq lo!Jeevan ik mail hai Do pal ka khel hai Hum to sub khilari hain Fankaar ya anari hain Kabhi jeetna, kabhi haarna Par baazi sey na darnaJaago dosto, jaago humrahio Kinaarey ki talaash mein Samandar mein hum sub saath hain Kabhi doobna, kabhi ternaa Par lehron say na darnaVocals: Ali Azmat & Salman Ahmad Guitars & Keyboards: Salman Ahmad Bass Guitars: Brian OConnell Drums: Jay Dittamo Tablas & Dholaks: Ashiq Ali Mir
