Escuchar "Baarish" Amazon Music Unlimited (ad) Prueba Gratis 30 días

Letra de Baarish

The pain of war cannot exceed The woe of after math The pain of war is ours to keep Inside our silence subhe nau mein shaam-e-gham mein Kabhi hans kay kabhi roo kay Ik doojay kay dil mein kho kayYaadon ki baarish mein bheegay they hum Khayalon kay aangan mein ayay they um Yaadon ki baarish mein bheegay they humBadal kay aanchal mein they suneherey do badan Chaltey they jab woh donon tarastee thi pavan Kushboo sey kushboo ka yeh mulaaim sa milan Lagta tha jaisey saiyoon purani ho laganKuch bhi nahin hai bas mein toofani hai yeh raat Miltay bichartay pal hain shikartee kaainaat Iss sey ziada hum sey na hoga intezaar Iss hi jahan mein day day qayamat ki hayatYadon ki baarish...